Kyon aaj kal
Neend kam khwab zyada hai
Lagta khuda ka
Koi neek iraada hai
Kal tha fakeer
Aaj dil shezada hai
Lagta khuda ka
Koi neek iraada hai
Kya mujhe pyaar hai ya
Kaisa khumar hai ya
Kya mujhe pyaar hai ya
Kaisa khumar hai ya
Pathar ke in raston pe
Phoolon ke ek chaadar hai
Jabse mile ho humko
Badla har ek manzar hai
Dekho jahaan main
Neele neele asmaan thale
Rang naye naye hai
Jaise ghulte huwe
Sohye se khwab mere
Jaage tere waaste
Tere khayalon se hai
Bheege mere raaste
Kya mujhe pyaar hai ya
Kaisa khumar hai ya
Kya mujhe pyaar hai ya
Kaisa khumar hai ya
Tum kyon chale aate ho
Har roz in khwaabon main
Chupke se aa bhi jaao
Ek din meri bahoon main
Tere he saapnein
Andheron mein ujaalon mein
Koi naasha hain
Tere aankhon ke pyalo mein
Tu mere khwabon mein
Jawabon mein sawaalon mein
Har din churaa tumhe
Mein laaton hoon kyaalon mein
Kya mujhe pyaar hai ya
Kaisa khumar hai ya
Kya mujhe pyaar hai ya
Kaisa khumar hai ya