Kuch na kaho
Kuch bhi na kaho
Kuch na kaho
Kuch bhi na kaho
Kya kahana hai
Kya sunana hai
Muzko pata hai
Tumko pata hai
Samay ka ye pal tham sa gaya hai
Aur is pal me koi nahin hai
Bas ek main hu, bas ek tum ho
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
Kuch bhi na kaho
Kuch na kaho
Kuch bhi na kaho
Kitne gahre halke, sham ke rang hai chhalke
Parbat se yu utare baadal, jaise anchal dhalke
Aur is pal me koi nahin hai
Bas ek main hu, bas ek tum ho
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho