Janmon ka hai yeh bandhan 
Jo tode se nahi toote 
Rishton ki is bagiyan ka koi bhi phool na sukhein 
 Janmon ka hai yeh bandhan 
 Jo tode se nahi toote 
Rishton ki is bagiyan ka koi bhi phool na sukhein 
Pyaar hi pyar jahan barshein 
Mil julke jahan rehtein 
Jahan rishton ki maryada 
Ye kutumb swarg mera hai 
Ye kutumb swarg mera hai 
Ye kutumb swarg mera hai 
Ye kutumb swarg mera hai 
Ho chanda se bhi pyari hai bhabhi maa humari 
Chanda se bhi pyari hai bhabhi maa humari 
Jiske ghar aane se aayi hai khushiyan saari 
Bhole bhale devar ji bhai ke saman hai 
Is ghar aangan mein paya hai maine yeh samaan hai 
Pyaar hi pyar jahan barshein 
Mil julke jahan rehtein 
Jahan rishton ki maryada 
Ye kutumb swarg mera hai 
Ye kutumb swarg mera hai 
Ye kutumb swarg mera hai 
Ye kutumb swarg mera hai 
Bade hi jatan se banaya is kutumb ko 
Haan bade hi jatan se banaya is kutumb ko 
Kisi ki nazar na lage iss chaman ko 
Na door jayenge rishta yeh aisa 
Bhaiya bhabhi ka pyaar maa baap jaisa 
Pyaar hi pyar jahan barshein 
Mil julke jahan rehtein 
Jahan rishton ki maryada 
Ye kutumb swarg mera hai 
Ye kutumb swarg mera hai 
Ye kutumb swarg mera hai 
Ye kutumb swarg mera hai…