Raatho ko main karwat badalne laga
Ooh raatho ko main karwat Badalne laga
Khabo me tu jabse hai milne laga
Teri yaado ne jeenaa dhushvar Kiya hai
Jeenaa dhushvar Kiya hai
Saathiya kya Kiya pal phar me tune
Aap na bana liya iss dil ko tune
Saathiya kya Kiya pal phar me tune
Jeena sikha Diya iss dil ko tune
Jeena sikha Diya iss dil ko tune
Meri zid hai tu mera Nasha hai
Tu mohabbat hai tu hi wafaa hai
Tu mohabbat hai tu hi wafaa hai
Meri aakho me dheko Zara tum
Sirf tera hi chahra basa hai
Sirf tera hi chahra basa hai tujhe nazaroo se dil me uthar liya hai
Dil me uthar liya hai
Saathiya kya Kiya pal phar me tune
Aap na bana liya iss dil ko tune
Saathiya kya Kiya pal phar me tune
Jina sikha Diya iss dil ko tune
Aapna bana liya iss dil ko tune
Saathiya kya Kiya pal phar me tune
Apna bana liya iss dil ko tune jeena sikha dhiya iss dil ko tune