menu-iconlogo
logo

Aa Humsafar Pyar Ki Sej Par

logo
가사
Aa aa aa

aa aa aa

aa hamsafar

pyaar ki sej par

kuchh kahen, kuchh sunen

jaag ke raat bhar

Hummmm..

aa hamsafar.., pyaar kii sej par

kuchh kahen, kuchh sunen

jaag ke raat bhar

aa hamasafar

itna pyaar tu sanam, laya hai kahan se

itna roop tu sanam, lai hai jahaan se

main jo bhi hoon vo hai,

tere pyaar kaa asar

kahin lag na jaye, tujh ko meri nazar

aa

hamasafar... pyaar ki sej par

kuchh kahen, kuchh sunen

jaag ke raat bhar aa aa aa

aa hamasafar

aao aaj milake, kuchh to kho ke pa lein

aao aaj lut ke, kuchh to ham chura lein

kahoon kya main dil mein,

uth rahi hai kya lahar

gale mujh se milke, ho jaa tu bekhabar

aa hamasafar pyaar ki sej par

kuchh kahen, kuchh sunen

jaag ke raat bhar haan aa

aa hamasafar

pyaar ki sej par

kuchh kahen

kuchh sunen

jaag ke raat bhar haaan..

Aa.. hamasafar