menu-iconlogo
huatong
huatong
가사
기록
Arre re arre

Ye kya hua

Maine na ye jaana

Arre re arre

Ban jaaye na

Kahin koi afsaana

Arre re arre

Kuchh ho gaya

Koi na pehchaana

Arre re arre

Banta hai to

Ban jaaye afsaana

Haath mera thaam

Lo saath jab tak ho

Baat kuchh hoti rahe

Baat jab tak ho

Saamne baithe rahe tum

Raat jab tak ho

Arre re arre

Ye kya hua

Maine na ye jaana

Naam kya hai kya kahein

Dil ke mausam ko

Aag jaise lag gayi

Aaj shabnam ko

Aise lagta hai kisine

Chhoo liya humko

Arre re arre

Ye kya hua

Maine na ye jaana

Arre re arre

Ban jaaye na

Kahin koi afsaana

Arre re arre

Kuchh ho gaya

Koi na pehchaana

Arre re arre

Banta hai to

Ban jaaye afsaana

Lata Mangeshkar/Udit Narayan의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용