menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Paise Ki Maa Ki Aankh

Lesle Lewishuatong
robert.keayhuatong
가사
기록
Rickshaw mai chalaoon

Paise mai kamaoon

Mere paise se kya karoon

Raat ko daru piyoun

Masti me mai jiyoun

Baaki mahina karzey pe mai rahoon - yeah

Dhanda toh hai karna

Aur tax bhi hai bharna

Baaki paise se mai kaya karoon

Family ko khilaana

Bacchon ko padhana

Rishwat dete suli pe mai chadhoon

Ooo – paise ki maa ki aankh

Saala paise ki maa ki aankh

Kaise mai jiyoun

Paise ki maa ki aankh

Saala paise ki maa ki aankh

Kaise mai jiyoun ..

Ladi ko ghumaana

Party mein le jaana

Mera credit card use karoon

Ab bank mere peechey

Kadki saala kheechey

Ab paise mai kaise bharoon ..

Paise ki maa ki aankh

Saala paise ki maa ki aankh

Kaise mai jiyoun

Paise ki maa ki aankh

Saala paise ki maa ki aankh

Kaise mai jiyoun ..

Jeevan yeh kaisa

Sab maangey paisa

Paise bina kya karoon

Rishton mein paisa

Pyaar mein paisa

Paisa sab ka guru ..

Kaisa hai yeh jeena

Jo kamaaye cheena

Ab paise bina kya karoon

Jeeney ke liye paisa

Marney ke liye paisa

Saala maiyyad mein bhi paise bharoon ..

Ooo – paise ki maa ki aankh

Saala paise ki maa ki aankh

Kaise mai jiyoun

Paise ki maa ki aankh

Saala paise ki maa ki aankh

Kaise mai jiyoun

Paise ki maa ki aankh

Saala paise ki maa ki aankh !!

Lesle Lewis의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용