menu-iconlogo
huatong
huatong
가사
기록
Yeh dhoop, yeh mausam, yeh baadalo ki parchai hai

Tu aur mai bhi hai, is shaam ki halchal mein

Yeh chand, yeh taare, yeh baarisho ki boondein bhi hai

Mai aur tu bhi hai, is raat ki mehfil mein

Tu aur mai, hum saath hai

Tu aur mai, hum saath hai

Tu aur mai, hum saath hai

Yeh paed, yeh podhe, yeh thandi thandi hawayein hai

Tu meri baahon mein hai, shehr ka shor kaano mein hai

Yeh teri, yeh meri aisi kaisi kahani hai

Yeh waqt kab beet gaya

Na pata chala, mujhko yeh

Yeh khula khula aasman

Yeh pankh mere bheege se kyun

Tu aaja mere sang agar toh udne ko mai tayyar hun

Tu aur mai, hum saath hai

Tu aur mai, hum saath hai

Tu kaha hai, gumshuda hai

Na hi tu hai, na tera pata hai

Kyun khafa hai, lapata hai

Tu jaha hai, wahi mera jahaan hai

Tu kaha hai, gumshuda hai

Na hi tu hai, na tera pata hai

Kyun khafa hai, lapata hai

Tu jaha hai, wahi mera jahaan hai

Tu aur mai, hum saath hai

Tu aur mai, hum saath hai

Tu aur mai, hum saath hai

Tu aur mai, hum saath hai

Lights Out/Devratdave/1imitl3ss의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용