Jo Khatu ki mahima gaaye, har dukh uska cut jaaye
Jo Khatu ki mahima gaaye, har dukh uska cut jaaye
Rota hua jo jaaye, hansta hua wo aaye
Pal-bhar mein ban jaata hai bigda har-ek kaam hai
Haare ka sahara Shyam hai
Haare ka sahara Shyam hai
Haare ka sahara Shyam hai
Haare ka sahara Shyam hai
Jo nazar uske dar per jaakar jhukti hai
Jo nazar uske dar per jaakar jhukti hai
Usko har dukh se mil jaati mukti hai
Tere har-ek dard ka uske paas ilaaj hai
Haare ka sahara Shyam hai
Haare ka sahara Shyam hai
Haare ka sahara Shyam hai
Haare ka sahara Shyam hai
Khatu waale pe vishwas jo bhi rakhta hai
Khatu waale pe vishwas jo bhi rakhta hai
Har din uska khayaal baba rakhta hai
Khatu waala Shyam mera bahut mahaan hai
Haare ka sahara Shyam hai
Haare ka sahara Shyam hai
Haare ka sahara Shyam hai
Haare ka sahara Shyam hai
Hua na koi niraash uske dar jaakar
Hua na koi niraash uske dar jaakar
Hoti sabki poori aas Khatu ko mana kar
Bante-bigde kaam jo jaata Khatu Dham hai
Haare ka sahara Shyam hai
Haare ka sahara Shyam hai
Haare ka sahara Shyam hai
Haare ka sahara Shyam hai