menu-iconlogo
logo

Aa Bhi Ja Aa Bhi Ja

logo
가사

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae sub aah aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae sub aah aa bhi jaa

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae sub aah aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae sub aah aa bhi jaa

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae subaah aa bhi jaa

Mere, mere dil ke pagalpaan

ki oh seema kya hai

Yun to tu hai meri,

chhaya tujh mein, ho, tera kya hai

Main hoon gagan tu hai zameen,

adhoori si mere bina

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae subaah aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae subaah aa bhi jaa

Dekhoon chaahe jisko

kuch kuch tujhsa dikhta kyoon hai

Jaanoon, jaanoon na main,

tera mera rishta kyoon hai

Kaise kahoon kitna bechain

hai dil mera tere bina

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae subaah aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae subaah aa bhi jaa