menu-iconlogo
logo

Jaane Kya Dhoondta Hai

logo
가사
Jaane kya dhoondta hai

Yeh mera dil

Tujh ko kya chahiye zindagi

Jaane kya dhoondta hai

Yeh mera dil

Tujh ko kya chahiye zindagi

Jaane kya dhoondta hai

Yeh mera dil

Tujh ko kya chahiye zindagi

Raasten hi raasten hai

Kaisa hai yeh safar

Dhoondti hai jisko nazren

Jaane hai woh kidhar

Jaane kya dhoondta hai

Yeh mera dil

Tujh ko kya chahiye zindagi

Jaane kya dhoondta hai

Yeh mera dil

Tujh ko kya chahiye zindagi

Bechehra sa koi

Sapna hai woh

Kahin nahin hai phir bhi

Apna hai woh

Aise mere andar

Shaamil hai woh

Main hoon behta dariyaa

Saahil hai woh

Hai kahaan woh

Woh kidhar hai

Raasten kuchh to bata

Kaun sa uss ka nagar hai

Rehguzar kuchh to bata

Dhoondti hai jisko nazren

Jaane hai woh kidhar

Jaane kya dhoondta hai

Yeh mera dil

Tujh ko kya chahiye zindagi

Jaane kya dhoondta hai

Yeh mera dil

Tujh ko kya chahiye zindagi

Suna sa hai mandir

Murat nahin

Khaali hai aaina

Surat nahin

Jeene ka jeevan mein

Kaaran to ho

Mehke kaise kaliyaan

Gulshan to ho

Shamma hai jo

Mujh mein roshan

Woh viraasat kis ko doon

Door tak koi nahin hai

Apni chaahat kis ko doon

Dhoondti hai jisko nazren

Jaane hai woh kidhar

Jaane kya dhoondta hai

Yeh mera dil

Tujh ko kya chahiye zindagi

Jaane kya dhoondta hai

Yeh mera dil

Tujh ko kya chahiye zindagi