Dheeme dheeme chale
Khudki talaash mein
Bhram ke hi aad me
Banaa padaa laash ye
Khush rehna chahta
Par mandh rehna laabh hai
Chahta voh tu kare par
Khush hai na aaj bhi
Mere saare mitron ke
Mann mein naa aanch hai
Vishnu ke naam pe bhram ka illaj hai
Lanka pishaach samaan hai aadmi
Prithvi ke laash pe dhan paana aam hai
Na jaane kyu
Main doobta
Iss brahm ke pyaale mein
Yeh aaina
Brahm ka hai yaas
Javaboon ke jagah
Puchega savaal itne
Aur Devta so bhi na sakta kya
Nazme banake woh ro bhi na sakta kya
Brahm jo hoga woh samjhega meri baat
Yaha Kaali nahi hoti sabki raat
Meri ye saasein tham si gayi
Baatein ghum si gayi
Beetein kal si kahi
Jane kyu
Meri ye saasein tham si gayi
Baatein ghum si gayi
Beetein kal si kahi
Jane kyu
Tere haath mein hai talwaar
Mere haath mein bas kalam hai
Tu kaatil hai
Aur main hu kalakaar
Bina chue karta vash mein
Dono mein bas itna sa hi farak hai
Jaadu karta main baaton se
Aadi hawa mein toh kehdo mujhe
Doctor strange
Tum mujhe jaanoge
Gaano mein dikhunga nahi main saalo mein
Devta dekhta dikhta nahi jagaaon mein
Ghar se main faraar
Ghunegaar mujhe bolenge
Poore karu khwaab
Toh ye haatho ko jodenge
Sab pe kuch na kuch beeti hoti rehti BT
Saare tabhi devta ka naam leke japenge
Dheeme dheeme chale
Khudki talaash mein
Bhram ke hi aad me
Banaa padaa laash ye
Khush rehna chahta
Par mandh rehna laabh hai
Chahta voh tu kare par
Khush hai na aaj bhi
Mere saare mitron ke
Mann mein naa aanch hai
Vishnu ke naam pe bhram ka illaj hai
Lanka pishaach samaan hai aadmi
Prithvi ke laash pe dhan paana aam hai