Hum tere bin kahin reh nahi paate
Tum nahi aate to hum mar jaate
Hum tere bin kahin reh nahi paate
Tum nahi aate to hum mar jaate
Haaye pyaar kya cheez hai yeh
Jaan nahi paate
Hum tere bin kahin reh nahi paate
Hum tere bin kahin reh nahi paate
Tum nahi aate to hum mar jaate
Haaye pyaar kya cheez hai yeh
Jaan nahi paate
Hum tere bin kahin reh nahi paate
Tum nahi aate to hum mar jaate
Aaaaaaaaaaaa
Aaaaaaaaaaaa
Uday khushboo kali mehke
Yeh rut badle bahaar aaye
Mohabbat karne ki janam
Umar to ek baar aaye..
Tumhen pyaar karne ko ji karta hai
Iqrar karne ko ji karta hai
Iqrar karne ko ji karta hai
Tum jo na hote to dil na lagaate
Tum jo na hote to dil na lagaate
Dil ki tadap hum kis ko bataate
Haaye pyaar kya cheez hai yeh
Jaan nahi paate
Hum tere bin kahin reh nahi paate
Tum nahi aate to hum mar jaate
Bhulaye se nahi bhoolen
Mere dilbar teri baatein
Teri yadon me guzri hen
Kai subahen kai raatein
Tujhse door jo kabi hum jayenge
Har ghadi hum tujhe yaad ayenge
Har ghadi hum tujhe yaad ayenge
Teri in baton se hum ghabarate
Teri in baton se hum ghabarate
Tauba hamen tum kitna tadpate
Haaye pyaar kya cheez hai yeh
Jaan nahi paate
Hum tere bin kahin reh nahi paate
Tum nahi aate to hum mar jaate
Kabhi dekhoon jo main darpan
Tera chehra nazar aaye
Jab jab leti hoon main sansen
Teri khushboo bikhar jaye..
Tere bin jeena ab mushkil hai
Main dil hoon tera tu mera dil hai
Main dil hoon tera tu mera dil hai
Sari umar hum to pachatate
Sari umar hum to pachatate
Raaz koi jo tum se chupate
Haaye pyaar kya cheez hai yeh
Jaan nahi paate
Hum tere bin kahin reh nahi paate
Hum tere bin kahin reh nahi paate
Tum nahi aate to hum mar jaate
Haaye pyaar kya cheez hai yeh
Jaan nahi paate
Hum tere bin kahin reh nahi paate
Tum nahi aate to hum.. mar jaate