Hum tere bin kahin reh nahi paate
Tum nahin aate to hum mar jaate
Haaye pyaar kya cheez hai
Ye jaan nahi paate
Hum tere bin kahin reh nahi paate
Hum tere bin kahin reh nahi paate
tum nahin aate to hum mar jaate
Haaye pyaar kya cheez hai
Ye jaan nahi pate
Hum tere bin kahin reh nahi paate
Tum nahin aate to hum mar jaate
Aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa
Ude khushboo kali mehke
Ye rut badle bahaar aaye
Mohabbat karne ki janam
Umr to ek baar aaye
Tumhe pyaar karne ko jee karta hai
Iqraar karne ko jee karta hai
Iqraar karne ko jee karta hai
Tum jo na hote to dil na lagate
Tum jo na hote to dil na lagate
Dil ki tadap hum kisko bataate
Haaye pyaar kya cheez hai
Ye jaan nahi paate
Hum tere bin kahin reh nahi paate
Tum nahin aate to hum mar jaate
Bhulaaye se na bhoole
Mere dilbar teri baatein
Teri yaadon mein guzri hain
Kayi subhe kayi raatein
Tujhse door jo kabhi hum jayenge
Har ghadi hum tujhe yaad aayenge
Har ghadi hum tujhe yaad aayenge
Teri in baato se hum ghabrate
Teri in baato se hum ghabrate
Tauba hame tum kitna tadpate
Haaye pyaar kya cheez hai
Ye jaan nahi paate
Hum tere bin kahin reh nahi paate
Hum tere bin kahin reh nahi paate
Tum nahin aate to hum mar jaate
Haaye pyaar kya cheez hai
Ye jaan nahi paate
Hum tere bin kahin reh nahi paate
Tum nahin aate to hum mar jaate