menu-iconlogo
logo

Tinak Tin Tanaa

logo
가사
Tinak tin tana who dhoon to bajaana

Tinak tin naachun mein gaaye dil jhoomen zamaana

Tinak tin tana who dhoon to bajaana

Tinak tin naachun mein gaaye dil jhoomen zamaana

Bulaaye rhoon jhoon rhoon jhoon

Rhoon jhon karti paayal

Hawa mein udta udta aaye maheka aanchal

Tujhe batloungi mein mannki saari baatein

Guzaaren kaise kaise maine ye din raaten

Mere naino ke darpan mein

Teri yaadon ke aangan mein

Meri saanson mein jeevan mein

Sirf teri khushboo ha sirf tera chahera hai

Sirf tera charchaa hai sirf tera pehara hai

Tinak tin tana who dhoon to bajaana

Tinak tin naachu mein gaaye dil jhoomen zamaana

Tere beena jeena jeena jeena ab nahin jeena

Judai waala ansoon ab humko nahin pina

Tujhe mein alkon palkon mein apni rakhloungi

Tujhe mein pal pal pal pal sachi chaahat doongi

Tujhe baahon mein bhar lounga

Teri zulfon se khelounga tere saare gham lelounga

Tun hi mera dilbhar hai tun hi meri dhadkan hai

Tun hi mera janum hai tun hi mera humdum hai

Tinak tin taana who dhoon to bajaana

Tinak tin naachun mein gaaye dil jhoomen zamaana

Tinak tin naachun mein gaaye dil jhoomen zamaana

Hoy tinak tin naachun mein gaaye dil jhoomen zamaana