Ye dil tum bin
kahin
lagataa nahi
ham kyaa karen
Ye dil tum bin
kahin
lagataa nahi
ham kyaa karen
tasavvur mein
koi
bastaa nahii
ham kyaa karen
tumhii kah do
ab ae
jaan-e-vafaa
Lute dil mein
diyaa
jaltaa nahii
ham kyaa karen
tumhi kah do
ab ae
jaan-e-adaa
ham kyaaaaa karen
Ye dil tum bin
kahin
lagataa nahi ham kyaa kare
Kisii ke
dil mein bas ke
dil ko
tadpaanaa
nahi achchhaa
nigaahon
ko chhalakate dekhke
chhup jaanaa
nahii achchhaa,
nigaahon
ko chhalakate dekhke
chhup jaanaa
nahii achchhaa,
ummidon ke khile gulashan ko
jhulsaanaa nahii achchhaa
humein tum bin
koi jach-taa nahii
ham kyaa karen,
tumhii kah do
ab ae jaan-e-vafaa
ham kyaa karen
Lute dil mein diyaa
jaltaa nahii
ham kyaa karen
Mohabbat
kar to le lekin
mohabbat raas aaye bhi -
Mohabbat
kar to le lekin
mohabbat raas aaye bhi
dilon ko
bohj lagate hai
kabhi zulfon ke saaye bhI
hazaaron gam hain is duniyaa mein
apane bhi paraaye bhi
muhabbat hi kaa gam
tanhaa nahii
ham kyaa karen
tumhi kah do ab ae
jaan-e-adaa
ham kyaaaaaaa karen
ye dil tum bin
kahin
lagataa nahi
ham kyaa kare
Bujaa do
aag dil ki yaa
isse khul kar
havaa de do -
Bujaa do
aag dil ki yaa
isse khul kar
havaa de do -
jo isakaa
mol de paaye
use apani vafaa de do
ke ab tanhaa safar
kat-thaaa
nahii ham kyaa karen
Lute dil mein diyaa
jaltaa nahii
ham kyaa karen
ye dil tum bin
kahin
lagataa nahi
ham kyaa kare
ye dil tum bin
kahin
lagataa nahi