menu-iconlogo
logo

Yeh Parda Hata Do

logo
가사
Ye parda hata do

Zara mukhda dikha do

Ye parda hata do

Zara mukhda dikha do

Hum pyar karne wale hain

Koi ghair nahi

Are hum tum pe marne wale hain

Koi ghair nahi

O majnu ke nana

Mere peechhe na aana

Ja pyaar karne wale teri khair nahi

Are o hum pe marne wale teri khair nahi

Ye parda hata do

Zara mukhda dikha do

Hum pyar karne wale hain

Koi ghair nahi

Are hum tum pe marne wale hain

Koi ghair nahi

Ye parda hata do

Ek to surat pyari upar se gusse ki laali

Bachna ay dil aaj hai koi

Bijli girne waali

Ek to surat pyari upar se gusse ki laali

Bachna ay dil aaj hai koi

Bijli girne waali

Ye bijli giri to

Tumhi pe giregi

Ja pyaar karne wale teri khair nahin

Are o hum pe marne wale teri khair nahi

Ye parda hata do

Zara mukhda dikha do

Hum pyar karne wale hain

Koi ghair nahi

Are hum tum pe marne wale hain

Koi ghair nahi

Ye parda hata do

Shukar karo ke pade nahin hain

Mere ma ke dande

Ek haath mein ho jaate arman

Tumhare thande

Shukar karo ke pade nahin hain

Mere ma ke dande

Ek haath mein ho jaate arman

Tumhare thande

Maa ko bhi samjha do

Bas itna bata do

Hum pyar karne wale hain

Koi ghair nahi

Are hum tum pe marne wale hain

Koi ghair nahi

O majnu ke nana

Mere peechhe na aana

Ja pyar karne wale teri khair nahi

Are o hum pe marne wale teri khair nahi

Ye parda hata do

Jahan mile do jawaan nazar

Hoti taqrar wahin hai

Dil par rakh kar haath ye keh do

Humse pyar nahi hai

Jahan mile do jawaan nazar

Hoti taqrar wahin hai

Dil par rakh kar haath ye keh do

Humse pyar nahin hai

Dil ki batein dilwale

Nazron se hi pehchante

Dil ki batein dilwale

Nazron se hi pehchante

Lekin kuch aise hai

Anari jo ye bhi na jante

Yeh pehle batate

Baraat le aate

Hum pyaar karne wale hain

Koi ghair nahi

Are hum tum pe marne wale hain

Koi ghair nahi

O majnu ke nana

Hum pyar karne wale hain

Koi ghair nahi

Are hum tum pe marne wale hain

Koi gair nahi

Yeh parda hata do