Ik but banaunga tera aur puja karunga
Ik but banaunga tera aur puja karunga
Ik but banaunga tera aur puja karunga
Are mar jaunga pyar agar mai duja karunga

Rup ki chandi pyar ka sona prem nagar se la ke
Teri sundar chhabi banegi dono chiz mila ke
Rup ki chandi pyar ka sona prem nagar se la ke
Teri sundar chhbai banegi dono chiz mila ke
Rang vafa ka mai teri murat me bharunga
Are mar jaunga pyar agar mai duja karunga
Are mar jaunga pyar agar mai duja karunga
Man mandir me tujhko bitha ke roz karunga bate
Sham savere har mausam me hongi mulakate

Dil ka haal kahunga tujhse mai na darunga
Are mar jaunga pyar agar mai duja karunga
Are mar jaunga pyar agar mai duja karunga
Duniya ek ajayab Khana lekin phir bhi fani
Is dharti par amar Rahegi meri prem kahani
Duniya ek ajayab khana Lekin phir bhi fani
Is dharti par amar Rahegi meri prem kahani
Chahe jitne rup me Aau tera rahunga
Are mar jaunga pyar Agar mai duja karuga