menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Ba Hosho Hawas Mein Deewana

Mohammed Rafi/Lata Mangeshkarhuatong
midwest_datahuatong
가사
기록
Bahosho hawaz mein deewana

Ye aaj vasiyat karta hoon

Bahosho hawaz mein deewana

Ye aaj vasiyat karta hoon

Ye dil ye jaan mile tumko main

Tumse muhabbat karta hoon

Bahosho hawaz mein deewana

Mere jite ji yaar tumhe

Meri saari jaagir mile

Mere jite ji yaar tumhe

Meri saari jaagir mile

Woh khwaab jo maine dekhe hai

Un khwaabon ki taabir mile

Har ek tamannaa ke badle

Main aaj ye hasrat karta hun

Ye dil ye jaan mile tumko main

Tumse muhabbat karta hoon

Bahosho hawaz mein deewana

Meri aankhon mein neend nahin

Mere hothon par pyaas nahin

Meri aankhon mein neend nahin

Mere hothon par pyaas nahin

Har cheez tumhaare naam hui

Ab kuchh bhi mere paas nahi

Tumne to loot liyaa mujhko

Main tumse shiqaayat karta hoon

Ye dil ye jaan mile tumko main

Tumse muhabbat karta hoon

Bahosho hawaz mein deewana

Ye aaj vasiyat karta hoon

Ye dil ye jaan mile tumko main

Tumse muhabbat karta hoon

Bahosho hawaz mein deewana

Mohammed Rafi/Lata Mangeshkar의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용

Ba Hosho Hawas Mein Deewana - Mohammed Rafi/Lata Mangeshkar - 가사 & 커버