menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Parbaton Ke Pedon Par Sham Ka Basera

Mohammed Rafi/Suman Kalyanpurhuatong
redcroos_spms036huatong
가사
기록
hoo o oo o ho o oooo...

Parbaton ke pedon Par

shaam ka basera hai

Parbaton ke pedon Par

shaam ka basera hai

Suramayi ujala hai

Champayi andhera hai

Suramayi ujala hai

Dono waqt milate hai

Do dilo ki surat se

Dono waqt milate hai

Do dilo ki surat se

Aasma ne khush hokar

Rang saa bikheraa hai

Thahare thahare paani Me

geet sar saraate hai

Thahare thahare paani Me

geet sar saraate hai

Bhige bhige jhoko me

Khushbu o ka dera hai

Bhige bhige jhoko me

Khushbu o ka dera hai

Parbaton ke pedon par

Kyo na jazb ho jaae

is Haseen nazaare me

Kyo na jazb ho jaae

is Haseen nazaare me

Roshani ka jhuramat hai

Mastiyo ka ghera hai

Roshani ka jhuramat hai

Mastiyo ka ghera hai

Parbaton ke pedon par

Ab kisi nazaare ki

Dil ko aarzu kyo ho

Ab kisi nazaare ki

Dil ko aarzu kyo ho

Jab se pa liya tum ko

Sab jahaan mera hai

Jab se pa liya tum ko

Sab jahaan mera hai

Parbaton ke pedon par

Shaam ka basera hai

Parbaton ke pedon par.

Mohammed Rafi/Suman Kalyanpur의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용