Aye dil hai mushkil jeena yahan
Zara hat ke zara bach ke
yeh hai Bombay meri jaan
Aye dil hai mushkil jeena hahaan
Zara hat ke zara bach ke
yeh hai Bombay meri jaan
Aye dil hai mushkil jeena yahan
Zara hat ke zara bach ke
yeh hai Bombay meri jaan
Kahin building kahin traame
kahin motor kahin mill
Milta hai yahan sab kuchh
ik milta nahin dil
Kahin building kahin traame
kahin motor kahin mill
Milta hai yahan sab kuchh
ik milta nahin dil
Insaan ka nahin
kahin naam o nishaan
Zara hat ke zara bach ke
yeh hai Bombay meri jaan
Aye dil hai mushkil jeena yahan
Zara hat ke zara bach ke
yeh hai Bombay meri jaan
Kahin satta, kahin patta
kahin chori kahin res
Kahin daaka, kahin phaaka
kahin thokar kahin thes
Kahin satta, kahin patta
kahin chori kahin res
Kahin daaka, kahin phaaka
kahin thokar kahin thes
Bekaaro ke hain kai kaam yahan
Zara hat ke zara bach ke
yeh hai Bombay meri jaan
Aye dil hai mushkil jeena yahan
Zara hat ke zara bach ke
yeh hai Bombay meri jaan
Beghar ko aawara
yahan kehte has has
Khud kaate gale sabke
kahen isko business
Beghar ko aawara yahan
kehte has has
Khud kaate gale sabke
kahen isko business
Ik cheez ke hain kai naam yahan
Zara hat ke zara bach ke
yeh hai Bombay meri jaan
Aye dil hai mushkil jeena yahan
Zara hat ke zara bach ke
yeh hai Bombay meri jaan
Bura duniya ko hai kehta
aisa bhola to na ban
Jo hai karta woh hai bharta
hai yahaṅ ka yeh chalan
Bura duniya ko hai kehta
aisa bhola to na ban
Jo hai karta woh hai bharta
hai yahaṅ ka yeh chalan
Dadagiri nahin chalne ki yahaṅ
yeh hai Bombay yeh hai Bombay
yeh hai Bombay meri jaan
Aye dil hai mushkil jeena yahan
Zara hat ke zara bach ke
yeh hai Bombay meri jaan
Aye dil hai aasaan jeena yahan
Suno mister suno bandhu
yeh hai Bombay meri jaan
Aye dil hai mushkil jeena yahan
Zara hat ke zara bach ke
yeh hai Bombay meri jaan