(फिल्म: तकदीर 1967)
Jab jab bahaar aayi
Aur phool muskuraye
Mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye
Jab jab bahaar aayi
Aur phool muskuraye
Mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye
Jab jab bhi chand nikla
Aur tare jagmagaye
Mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye
Hoo...aa.aa..
Huu...hu hu hu..
Apna koi taraana....
Maine nahi banaya
Apna koi taraana.....
Maine nahi banaya
Tumne mere
Labo... pe..
Har ek sur sajaya
Hoo o o..
Jab jab mere taraane
Duniya ne gungunaye
Mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye
(सिंगर: मोहम्मद रफी)
Ek pyar aur wafa ki....
Tasvir manta hu
Ek pyar aur wafa ki....
Tasvir manta hu
Tasvir kya
Tumhe.....me..
Taqdeer manta hu
Hoo...o o.
Dekhi najar ne khushiya
Ya dekhe gham ke saye
Mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye
(म्यूजिक: लक्ष्मीकांत प्यारेलाल)
Mumkin hai zindgani....
Kar jaye bewfayi
Mumkin hai zindgani....
Kar jaye bewfayi
Lekin ye pyar woo... hai
Jisme nahi judayi
Hoo o o..
Is pyar ke fasane
Jab jab jubaa pe aaye
Mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye
Jab jab bahaar aayi
Aur phool muskuraye
Mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum ya..ad aaye