menu-iconlogo
huatong
huatong
가사
기록
Kuch kuch keh bhi paata hoon

Aisa mujhko lagta hai

Dil ke andar atka kabze mein ye mujhko rakhta hai

Bheetar mere duniya poori bin sahayta chalti hai

Bahar aata hoon jaise hi baatein ja bikharti hain

Shor ya sannaata, meri saansein mujhse milti hain

Baarish ho ya dhoop, meri aankhein phir se khilti hain

Srishti ki iss rachna mein hi abse mujhko rehna hai

Bola na ja sakta jo, sab vo mujhko kehna hai

Kehna hai, Kehna hai

Kehte kehte ruk jaata hoon

Aajoo baajoo mudd jaata hoon

Sundar ho tum itni, choone se main ghabrata hoon

Jaane kyu main chintit hoon, kyu tumse sharmaata hoon

Kaafi selfish hoon main, shayad thoda chatka sa hoon

Teri awaaz reh jaati hai dimaag mein

Jaati na wahan se

Teri baatein

Teri baatein

Shor ya sannaata, meri saansein mujhse milti hain

Baarish ho ya dhoop, meri aankhein phir se khilti hain

Srishti ki iss rachna mein hi abse mujhko rehna hai

Bola na ja sakta jo, sab vo mujhko kehna hai

Bola na ja sakta jo, sab vo mujhko kehna hai

Bola na ja sakta jo, sab vo mujhko kehna hai

Kehna hai, Kehna hai

Nanku/Toorjo Dey의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용