menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Rana’s Library – Jaana zindagi se na jana .. Coke Studio

Nazia Hasan/Zoheb Hasanhuatong
Rana🌲E_R_S🌲huatong
가사
기록
Jaana zindagi se na jana

Singer:Nazia Hasan and Zoheb Hasan

Arranged By Rana (rana.inf@gmail.com)

************

Hm Hm Hmmm

************

************

(M) Jaana zindagi se na jana

pyar ka yeh khazana

loot na jaye kahi

Hoo jaana hum rahenge tumhare

hain jab tak sitarein

hain jab tak zameen

************

Ho Ho Ho Ho

************

************

(F) Duniya sari dekar lelu main tera pyar,yeh pyar

(M) Saathi ho jo tere jaisa kya karna sansar, sansar

zameen hain kya, jo tu kahe

main chand pe

tere saath chal raho

(M+F) Jaana zindagi se na jana

pyar ka yeh khazana

loot na jaye kahi

Hoo.. jaana hum rahenge tumhare

hain jab tak sitarein

hain jab tak zameen

************

Ho ho o Jaana

************

************

(F) Mere jeevan main hai tere geeton ki jhankar, jhankar

(M) Tere sang main angaron par chalne ko tayyar, tayyar

tum dur ho, hazar gum

tum pass ho

to mujhe hai khushi

(M+F) Jaana zindagi se na jana

pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi

O o jaana hum rahenge tumhare

hain jab tak sitarein

hain jab tak zameen

************

ho o o jaana

Jana jana jana jana janaaa

ho o o jaana

ho o o jaana

ho o o jaana ho o o

******Thank You******

Nazia Hasan/Zoheb Hasan의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용