menu-iconlogo
huatong
huatong
가사
기록
Teri hai zameen tera aasman

Tu bada meherbaan tu bakshis kar

Sabhi ka hai tu sabhi tere

Khuda mere tu bakshis kar

Teri hai zameen tera aasman

Tu bada meherbaan tu bakshis kar

Sabhi ka hai tu sabhi tere

Khuda mere tu bakshis kar

Teri marzi se ae malik

Hum is duniya mein aaye hai

Teri rehemat se hum sab ne

Yeh jism aur jaan paaye hain

Tu apni nazar hum par rakhna

Kis haal mein hain ye khabar rakhna

Tu apni nazar hum par rakhna

Kis haal mein hain ye khabar rakhna

Teri hai zameen tera aasman

Tu bada meherbaan tu bakshis kar

Sabhi ka hai tu sabhi tere

Khuda mere tu bakshis kar

Tu chahe toh hame rakkhe

Tu chahe toh hame maare

O…tere aage jhukake sar

Khade hain aaj hum saare

O…sab se badi taaqat wale

Tu chahe toh har aafat taale

O…sab se badi taaqat wale

Tu chahe toh har aafat taale

Teri hai zameen tera aasman

Tu bada meherbaan tu bakshis kar

Sabhi ka hai tu sabhi tere

Khuda mere tu bakshis kar

Teri hai zameen tera aasman

Tu bada meherbaan tu bakshis kar

Sabhi ka hai tu sabhi tere

Padmini Kolhapure/Sushma Shreshta의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용