menu-iconlogo
huatong
huatong
palash-sen-ladaaii-cover-image

Ladaaii

Palash Senhuatong
morgantesshuatong
가사
기록
Waqt hai mushkil... thaam le haunsala tu..

tu hee manzil.. khud ban raasta tu..

haarenge nahin um‍meedein...

mitenge nahin ye rutbey

bankar hum vaseele

gardish ko kardein kinaara

abhi khatm nahin ladai

abhi khatm nahin khudai

abhi khatm nahin ho tum

abhi khatm nahin hoon main...

abhi khatm nahin hoon main

abhi khatm nahin bhalai

abhi khatm nahin razaa

abhi khatm na aashnai

abhi khatm nahin wafaa

abhi khatm nahin savera

abhi khatm nahin dua

himmat -e - mardaan, madad - e- khud khuda tu

haarenge nahin ummeedein...

bankar hum maseehe..

gardish ko kar dein kinaara..

ik dooje ka ban sahaara

abhi khatm nahin ladai

abhi khatm nahin khudai

abhi khatm nahin ho tum

abhi khatm nahin hoon main...

abhi khatm nahin roshani

abhi khatm nahin dosti

abhi khatm nahin ho tum

abhi khatm nahin hoon main

abhi khatm nahin ladai

abhi khatm nahin khudai

abhi khatm nahin hoon main

abhi khatm nahin hain hum

abhi khatm nahin... khatm nahin hain hum

Palash Sen의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용