Na kajre ki dhar na motiyo ke haar
Na koi kiya singar phir
Bhi kitni sundar ho
Tum kitni sundar ho
Na kajre ki dhar na motiyo ke haar
Na koi kiya singar phir
Bhi kitni sundar ho
Tum kitni sundar ho
Mann me pyaar bhara
Aur tan me pyaar bhara
Jivan me pyaar bhara
Tum to mere priyavar ho
Tumhi to mere priyavar ho
Singar tera yovan yovan
Hi tera gehna
Singar tera yovan yovan
Hi tera gehna
Tu tazgi phulo ki kya sadgi ka kehna
Ude khushbu jab chale tu x2
Bole to baje sitar
Na kajre ki dhar na motiyo ke haar
Na koi kiya singar phir
Bhi kitni sundar ho
Tum kitni sundar ho