menu-iconlogo
logo

Sabko Maloom Hai Main Sharabi Nahin

logo
가사
Sabko maloom hai main sharabi nahin

Phir bhi koi peelae to main kya karun

Sabko maloom hai main sharabi nahin

Phir bhi koi peelae to main kya karun

Sirf ek baar nazron se nazrein mille

Sirf ek baar nazron se nazrein mille

Aur kasam tut jaaye to main kya karun

Aur kasam tut jaaye to main kya karun

Mujhko maikash samjhte hain sab badakash

Mujhko maikash samjhte hain sab badakash

Kyun ki unki tarah lad khadata hoon main

Meri rag rag mein nasha mohabbat ka hain

Meri rag rag mein nasha mohabbat ka hain

Meri rag rag mein nasha mohabbat ka hain

Jo samajh mein na aaye

to main kyaa karun

Sirf ek baar nazron se nazrein mille

Sirf ek baar nazron se nazrein mille

Aur kasam tut jaaye to main kya karun

Aur kasam tut jaaye to main kya karun

Haal sunkar mera sehme seheme hain woh

Haal sunkar mera sehme sehme hain woh

Koi aaya hain jhulfe bikhere huye

Maut aur zindagi dono hairaan hain

Maut aur zindagi dono hairaan hain

Maut aur zindagi dono hairaan hain

Dam nikalne na paaye to main kya karun

Sirf ek baar nazron se nazrein mille

Sirf ek baar nazron se nazrein mille

Aur kasam tut jaaye to main kya karun

Aur kasam tut jaaye to main kya karun

Kaisi lat kaisi chahat kahan ki khatta

Kaisi lat kaisi chahat kahan ki khatta

Bekhudi mein hain anwar khudi ka nasha

Zindagi ek nashe ke shiva kuch nahi

Zindagi ek nashe ke shiva kuch nahi

Zindagi ek nashe ke shiva kuch nahi

Tumko peena na aaye to main kyaa karun

Sirf ek baar nazron se nazrein mille

Sirf ek baar nazron se nazrein mille

Aur kasam tut jaaye to main kya karun

Aur kasam tut jaaye to main kya karun

Sabko maloom hai main sharabi nahin

Phir bhi koi peelae to main kya karun

Phir bhi koi peelae to main kya karun

Phir bhi koi peelae to main kya karun

Phir bhi koi peelae to main kya karun.

Sabko Maloom Hai Main Sharabi Nahin - Pankaj Udhas - 가사 & 커버