Tumsa koi hai hi nahi humko yeh maloom hai
Mushkil hai ki
Bhul jaaye chehra
Jo mausam hai socha nahi tha phir bhi hua ho
Gaye juda hum yaara
Mumkin nahi hain ki ab hum
Mile mumkin nahi hain ishq hamara
Shayad hi honge ab hum tere
Shayad hi hoga ab tum humara mumkin nahi
Hai ki ab hum mile mumkin nahi hai ishq hamara haa
Haan yaad jo aaye hamari kabhi to
Soch lena ham mile hi nahi
Hum bhi
Karenge koshish yahi ki tujhko na yaad kar baithe kahi
Rabb se hamari hai yeh dua ki ishq na ho ab dubara
Mumkin nahi hain ki ab
Hum mile mumkin nahi hain ishq hamara
Shayad hi honge ab hum tere shayad hi hoga
Kehna tha jaane kya kya
Humein par ab kahin kya jaane hi de kismat hi shayad
Ruth chuki hai hai ye
Haqeeqat maan hi le
Haan haan