menu-iconlogo
huatong
huatong
가사
기록
Chahiye kisi saaye mein jagah

Chaaha boht baar hai

Na kahin kabhi mera dil laga

Kaisa samajhdaar hai

Main na ponhchoon kyu wahan pe

Jaana chaahoonn main jahan

Main kahaan kho gaya

Aisa kya ho gaya

O mehrama, kya mila

Yun juda hoke bata

O mehrama, kya mila

Yun juda hoke bata

Na khabar apni rahi

Na khabar apni rahi

Na raha tera pata

O meharma, kya mila

Yun juda hoke bata

Jo shor ka hissa hooni

Woh aawaz hoon

Logon mein hoon

Par tanha hoon main

Haan tanha hoon main

Duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe

Bolo magar na baatein karun

Ye kya hoon main

Sab hai lekin main nahi hoon

Woh jo thoda tha kami

Woh hawa ho gaya

Kyu khafa ho gaya

O mehrma, kya mila

Yun juda hoke bata

O mehrama, kya mila

Yun juda hoke bata

Na khabar apni rahi

Na khabar apni rahi

Na raha tera pata

O meherma, kya mila

Yun juda hoke bata

Pritam Chakraborty/Darshan Raval/Antara Mitra의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용

Mehrama - Pritam Chakraborty/Darshan Raval/Antara Mitra - 가사 & 커버