menu-iconlogo
huatong
huatong
priyangbada-banerjee-aap-ki-nazron-ne-samjha-cover-image

Aap Ki Nazron Ne Samjha

Priyangbada Banerjeehuatong
tobalacouillehuatong
가사
기록
Ji hamen manzoor hai, aapka ye faisla

Ji hamen manzoor hai, aapka ye faisla

Kah rahi hai har nazar, banda paravar shukriya

Hanske apni zindagi mein, kar liya shaamil mujhe

Aapki nazaron ne samjha, pyaar ke kabil mujhe

Dil ki ai dhadkan thaher ja, mil gayee manzil mujhe

Aapki nazron ne samjha

Aapki manzil hoon main meri manzil aap hain

Aapki manzil hoon main meri manzil aap hain

Kyon main toofaan se darun mere saahil aap hain

Koi tufanon se kah de, mil gaya sahil mujhe

Aapki nazron ne samjha

Pad gai dil par meri, aapki parchhaiyan

Pad gai dil par meri, aapki parchhaiyan

Har taraf bajane lagin saikadon shahnaaiyaan

Do jahaan ki aaj khushiyan ho gayee haasil mujhe

Aapki nazaron ne samjha, pyaar ke kabil mujhe

Dil ki ai dhadkan thaher ja, mil gayee manzil mujhe

Aapki nazron ne samjha

Priyangbada Banerjee의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용