Inn raaton mein ik chipi jaan toh hai
Kya kahein na kahein inmein
Haan naam bhi toh hai
Main sochta hoon jahan
Tera naam lein
Haan gum hoon main
Aur dil bhi yeh badnaam hi toh hai
Inn raaton mein ik chipi jaan toh hai
Kya kahein na kahein inmein
Haan naam bhi toh hai
Main sochta hoon jahan
Tera naam lein
Haan gum hoon main
Aur dil bhi yeh badnaam hi toh hai
Toh yeh raat isse khone do na
Jo baat usse hone do na
Woh khusi gham ki ghadi nahi hai
Har zameen ko aasmaaan ki kami hai
Wahan jahan gehrayi ho teri baatein
Chhupi ho jaise peeche muskaati
Tu naaa na na na na na na na
Inn subah ho mein fir naya
Kaam bhi toh hai
Lo ghul gayi jo cheeni yeh
Jaam hi toh hai
Main sochta hoon jahan
Tera naam lein
Mayoos hoon aur dil bhi yeh
Pareshaan bhi toh hai
Toh yeh din
Isse khone do na
Thodaa mujhe rone do na
Hasunga phir
Mere hone pe
Ab beej hoon khada main
Main hi kone mein
Main naaa na na na na na na na
Inn shaamon mein ik chibi shaam bhi toh hai
Haan hum yahan tum wahan
Paigaam bhi toh hai
Tu dekhta hoga na vo saaf asmaan
Jahan sapne hai khwahishein
Wahan kaam bhi toh hai
Inn shaamon mein ik chibi shaam bhi toh hai
Haan hum yahan tum wahan
Paigaam bhi toh hai
Tu dekhta hoga na vo saaf asmaan
Jahan sapne hai khwahishein
Wahan kaam bhi toh hai
Meri jaaaan maafi de de tu aaja
Main ghum gaya tah tu hi hai mera khwaja
Meri jaaaan maafi de de tu aaja
Main ghum gaya tah tu hi hai mera khwaja
Haan haan haa naa na na na na na na na