menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar

Qari Waheed Zafar Qasmihuatong
onespearshuatong
가사
기록

...

Faslon ko takalluf hai hum se agar,

hum bhi bebas nahin besahara nahi.

Khud unhi ko pukarengey hum door say

Raaste mein agar paon thak jayengay...

Hum Madinay mein tanha nikal jayengey,

Aur galiyon mein kus dun batak jayengey.

Hum wahan jakey wapas nahin ayengay.

Dhoondtay dhoondte loog thak jayengey...

Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega,

Bandagi ka kareena badal jaye ga.

Sar jhukane ki fursat milay gi kisey,

Khud hi palkon sy sajdey tapak jayengey.

Naam e Aaka jahan bhi liya jayega,

Zikr unka jahan bhi kiya jayega.

Noor hi noor seeno mein bhar jayega,

Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey.

Ya Nabi, Ya Nabi, Ya Nabi, Ya Nabi,

Ya Nabi, Ya Nabi, Ya Nabi, Ya Nabi,

Qari Waheed Zafar Qasmi의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용

Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar - Qari Waheed Zafar Qasmi - 가사 & 커버