Jaana o meri jaana
Are main hoon tere khaabon ka rajaa
Are laila o meri laila
Are aaja meri baahon mein aaja
Are jaana o meri jaana
Are main hoon tere khaabon ka rajaa
Are laila o meri laila
Are aaja meri baahon mein aaja
Nazneen gulbadan
Aankhein hain maikhanaa
Dekh to pyaar se
Aisa kya tadpaana
Nazneen gulbadan
Aankhein hain maikhanaa
Dekh to pyaar se
Aisa kya tadpaana
Hoho hoho hoho hoho hoho hoho
Jaana o meri jaana
Are main hoon tere khaabon ka rajaa
Are laila o meri laila
Are aaja meri baahon mein aaja
Jhoom ke aa zara
Pehloon mein diljaani
Beet hi jaaye na
Tanha ye jawaani
Jhoom ke aa zara
Pehloon mein diljaani
Beet hi jaaye na
Tanha ye jawaani
Aa aa aa aa aa aa
Jaana o meri jaana
Are main hoon tere khaabon ka rajaa
Are laila o meri laila
Are aaja meri baahon mein aaja
Aur bhi gusse mein
Khile tu haseena
Soch le mere bina
Tera kya hai jeena
Aur bhi gusse mein
Khile tu haseena
Soch le mere bina
Tera kya hai jeena
Oho oho oho oho oho oho
Jaana o meri jaana
Are main hoon tere khaabon ka rajaa
Are laila o meri laila
Are aaja meri baahon mein aaja
Jaana o meri jaana
Are main hoon tere khaabon ka rajaa
Are laila o meri laila
Are aaja meri baahon mein aaja