Deewana hua mastana hua teri chahat mein
Kitna fasana hua
Tere aane ki khushboo tere jane ka manzar
Tujhe milna padega ab zamana hua sadaye suno
Jafaye suno mujhe pyar hua tha ikrar hua tha
Mujhe pyar hua tha ikrar hua tha hai
Tamanna humein tumhe dulhan banaye
Tere
Haathon pe mehndi apne naam ki sajayein teri le le banaye tere
Sadke utare hai tamanna hume
Tumhe apna banaye nahi mushkil wafa zara dekhun
Yahan teri
Aankhon mein basta hai mera jahaan kabhi sun to
Zara jo main keh na saka meri duniya tumhi ho tum hi
Aasra duaye
Suno sadaye suno mujhe pyar hua tha iqraar hua tha
Yeh kahani suno
Zubani suno mujhe pyar hua tha ikrar hua tha
Mujhe pyar hua tha pyar hua tha
Pyar hua tha pyar hua tha