Teri baahon mein aana, kho jaana hai
Na ho lafzon mein bayaan phir bhi batana hai
Teri baahon mein aana, kho jaana hai
Na ho lafzon mein bayaan phir bhi batana hai
Hai ishq beshumaar aata hai
Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
Ek-ek lamhein mein sau-sau baar aata hai
Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
Teri baatein ab khud se karta main rahoon
Teri gaaliyon se yun hi main ab guzarta rahoon
Teri baatein ab khud se karta main rahoon
Teri gaaliyon se yun hi main ab guzarta rahoon
Tujhse hi dil ko karaar aata hai
Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
Ek-ek lamhein mein sau-sau baar aata hai
Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
Neendon mein jaga ke sataane lage ho
Aazmaane lage ho ya jataane lage ho
Aankhein batati hain, tum bhi chahne lage ho
Deewano ko bhi lagne tum deewane lage ho
Aankhein batati hain, tum bhi chahne lage ho
Deewano ko bhi lagne tum deewane lage ho
Aankhein band karoon, ru-ba-ru tu aata hai
Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
Ek-ek lamhein mein sau-sau baar aata hai
Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai