Haan nazar me to aane de
Haan jigar me samane de
Haan nazar me to aane de
Haan jigar me samane de
Tum saath ho
Kya baat ho
Khona nahin sawalon mein jo
Dil me hai kaho
Dil ka parinda
Dil ka parinda
Dil ka parinda pinjre se udne do
Haan nazar me to aane de
Haan jigar me samane de haaan
Har saksh wo de jo dawa
Meri nazar se gira
Jo bhi ho jaise ho
Hona kabhi bewafa
Har saksh wo de jo dawa
Meri nazar se gira
Jo bhi ho jaise ho
Hona kabhi bewafa
Waada karo
Jo poora ho
Khona nahin sawalon me jo
Dil me hai kaho
Dil ka parinda
Dil ka parinda
Dil ka parinda pinjre se udne do
Ye ishq he wo aag hai
Jisme har ashiq jala
Jal kar bhi zinda hai
Jispe ye jaadoo chala
Ye ishq he wo aag hai
Jisme har ashiq jala
Jal kar bhi zinda hai
Jispe ye jaadoo chala
Anjaam se tum na daro
Khona nahin sawalon mein jo
Dil me hai kaho
Dil ka parinda
Parinda parinda
Dil ka parinda pinjre se udne do
Haan nazar me to aane de
Haan jigar me samane de
Haan re haan nazar me to aane de
Haan jigar me samane de
Tum saath ho
Kya baat ho
Khona nahin sawalon me jo
Dil me hai kaho
Dil ka parinda
Dil ka parinda
Dil ka parinda pinjre se udne do