menu-iconlogo
logo

Chaar Din

logo
가사
No she in condp you my boy

Itna samjle tuu mera bhai

Manale chahe jitna woh manegi nahin

Kahin door se tujko woh toh bye

Char din ka hii pyaar

Jhuta nahin sachha hai yaar

Tuu na ho kafa

Mein kya karu tuu hi bata

Jo hui galtiya

Maan li maine maan le

Khush nahin rakh saka

Bakth ki yesi chaal thi

Jo hui galtiya

Maan li maine maan le

Khush nahin rakh saka

Bakth ki yesi chaal thi

Samjo jara majboriya

Achhi nahin yeh doriya

No she in condp you my boy

Lakh jatan kar tuu mera bhai

Manale chahe jitna woh manegi nahin

Kahin door se tujko woh toh bye

Choti moti yeh bate hoti hai yaar mein

Badti hai chahate takrar se

Kahin arzoo meri dil mein hee rahegayi

Rate judai mein hii katgayi

Samjo jara majboriya

Achhi nahin yeh doriya

No she in condp you my boy

Itna samjle tuu mera bhai

Manale chahe jitna woh manegi nahin

Kahin door se tujko woh toh bye

Naa yeh jeet hai meri naa teri haar hai

Aab yeh ladaie bekkar hai

Saath jine marne ki khayi kasam

Puri karenge sato janam

Samjo jara majboriya

Achhi nahin yeh doriya

No she in condp you my boy

Itna samjle tuu mera bhai

Manale chahe jitna woh manegi nahin

Kahin door se tujko woh toh bye

Chaar Din - Rana Mazumder - 가사 & 커버