Jaane Jaan.....Jaane Jaan.....
Rab Teri Duhai
Yeh Kaisi Judai...
Jaane Jaan Jaane Jaan
Aaja Na Aaja Na
Rab Teri Duhai
Yeh Kaisi Judai
Khoon-E-Jigar Yeh Kehta Hai
Tu Dil Mein Rehta Hai
Jaane Jaan Jaane Jaan
Aaja Na Aajaaaa Na
Tere Liye Gum Sahu
Sare Mein Sitam Sahu
Sajana Sajana
Khud Ko Mitaungi me
Mar Ke Deekhaungi me
Balma Balma
Kehta Hai Mera Jiya
Mera Tan Man Piya
Hai Tera Hai Tera
Mane Ya Na Mane Koi
Jaane Ya Na Jane Koi
Tu Mera Tu Mera
Bandha Ke Jise Tode
Aisa Nahi Hai Yeh Bandan
Tere Naam Leekh Dala
Meine To Yeh Mera Jeevan
Bin Tere Na Jee Paun
Ghoot Ghoot Ke Na Mar Jaun
Jaane Jaan Jaane Jaan
Aaja Na Aaja Na
Rab Teri Duhai
Yeh Kaisi Judai
Khoon-E-Jigar Yeh Kehta Hai
Tu Dil Mein Rehta Hai
Jaane Jaan Jaane Jaan
Aaja Na Aajaaaa Na
Aaaaa,Aaaa,Aaaa,Aaaa
Aaaaa,aaaaa,Aaaa,Aaaa
Ha,,,,,Aaaaaa,,,,aaaaa,,,,
Aaaaa,,Aaaa,Aaaa,,,
Saari Zindagani Leekhun
Lahu Se Kahani Leekhun
Pyaar Ki Pyaar Ki Pyaar Ki
Kuch Bhi Zaamana Kare
Yaadein Na Bhoolun kabhi
Yaar Ki Yaar Ki
Rasmein Jahan Ki Sab
Kasmein Jahan Ki sab
Tod Dun Tod Dun
Teri Liye Saathi Mere
Has Ke Mein Sara Jag
Chhod Dun Chod Dun
Zulmo Ki Saalokhon Mein
Mujhko Nahi Hai Aab Rehna
Dard Yeh Beechadne Ka
Mujhko Nahi Hai Aab Sahena
Kasti Ka Kinara Hai
Tu Mera Sahara Hai
Jaane Jaan Jaane Jaan
Aaja Na Aajaa Na
Rab Teri Duhai
Yeh Kaisi Judai
Khoon-E-Jigar Yeh Kehta Hai
Tu Dil Mein Rehta Hai
Jaane Jaan Jaane Jaan
Aaja Na Aajaaaa Na.