Krishna tum chup ho kahaan
Sochne raadha ki un
Tere man khush kar dun mein
Fulon se punju tejhe
Madhdham doop woh barse
Nadhi yamuna bhi pariyoon si chamlee
Banke masth baharein choolay
Aaja mere paas tu aaja
Chotte chotte woh barish ke
Bhoondhein mujpe gir bikhray
Me mujme he nahi hoon
Koyi hoon me kahein piya
Mann aasma pe joola jhoole
Jaan meri tu hai ye bole
Mere piya me youn hi hamesha
Koyi rahoon me bahoon mein tere
Madhdham doop woh barse
Nadhi yamuna bhi pariyoon si chamlee
Banke masth baharein choolay
Aaja mere paas tu aaja
Jaadhu karke mujpe
Tu ne ye kahaan pasaya
Aakhon se isharay
Karke dil mein youn basaya
Jabse dekho tujko
Tabse palkein na jhukaya
Ay khudha tu
Kaise husn ye banaya
Tere dil mein
Me basjaoon
Mere jaan ki
Bangayi jaan tu
Piya mere me hui teri
Ye rishtha ka hai naam kya
Ye rishtha aysa hai
Jaise sangam hai taal ka
Chotte chotte woh barish ke
Bhoondhein mujpe gir bikhray
Me mujme he nahi hoon
Koyi hoon me kahein piya
Shehedh ka me bhavra
Banke dhoondthe hoon aaya
Veena ko hasein sur
Tere bol se hi aaya
Saath rang ke woh
Rangein zindagi mein aaye
Har khushi hamare
Jeevan se judi si jaye
Phoolon ki khushboo ho tum
Chaandh ki murath ho tum
Surse taal judi jaise rahe
Hum milke youn sadha
Tann se bhi mann se bhi
Nahi honge kabhi hum
Kasam se judha
Madhdham doop woh barse
Nadhi yamuna bhi pariyoon si chamlee
Banke masth baharein choolay
Aaja mere paas tu aaja