menu-iconlogo
huatong
huatong
rudra-kahani-cover-image

Kahani

Rudrahuatong
mrplrichard492huatong
가사
기록
Dil tanha shayad toh hai

Befikara naalayak toh hai

Samjhe na, thoda ziddi aawara toh hai

Teri ada ka shayad maara toh hai

Milna kabhi tum ambar par

Dastan bahut hai tumko sunani

Kesi hai ye mere dil ki

Kahani

Sham tanha betha karen

Dil se zara guftgu kiya karen

Ho jaae phir baaten tumhari shuru

Phir dil puch le kya tha uska kasoor

Milna kabhi tum ambar par

Dastan bahut hai tumko sunani

Kesi hai ye mere dil ki

Kahani

Dil se chekhti hui aawaz bas yahi kahe

Hum khushi khushi sahenge har gam

Kyunki wo hai tere diye

Jahan apno ne chodha waha

Tu bhi chodh de toh koi gam nahi

Yaadon ke sahare bita lenge zindgi

Zyada na jiyen magar kam sahi

Magar magar phir uthenge kisi roz ek din

Teri chahat ko paane kay liye

Tu is janam meri na hui toh kya

Agle janam sahi

Mujh main toh junoon baaki hai

Teri adhuri mohabbat kafi hai

Jhaank lena tum apne dil main re

Shayad usme bhi thodi chahat baaki hai

Phir tum milna kabhi tum ambar par

Dastan bahut hai tumko sunani

Kesi hai ye mere dil ki

Kahani

Rudra의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용