menu-iconlogo
logo

Aaj Ki Raat Piya Dil Na Todo

logo
가사
Aaj ki raat piya

Aaj ki raat piya dil na todo

Mann ki baat piya maan lo

Aaj ki raat piya dil na todo

Mann ki baat piya maan lo

Aaj ki raat piya

Dil ki kahani apni jubani

Tum ko sunane aayi hu

Dil ki kahani apni jubani

Tum ko sunane aayi hu

Aankho mein le ke sapne suhane

Apna banane aayi hu

Chhod ke sath piya munh na modo

Mann ki baat piya maan lo

Aaj ki raat piya dil na todo

Mann ki baat piya maan lo

Aaj ki raat piya

Chanda bhi dekhe tare bhi dekhe

Hamko gagan ki oat se

Chanda bhi dekhe tare bhi dekhe

Hamko gagan ki oat se

Ghayal kiya hai dil tum ne mera

Mithi najar ki chot se

Tham ke hath piya yu na chhodo

Mann ki baat piya maan lo

Aaj ki raat piya dil na todo

Mann ki baat piya maan lo

Aaj ki raat piya

Aaj Ki Raat Piya Dil Na Todo - S. D. Burman/Geeta Dutt - 가사 & 커버