andheri raat hai
saya to ho nai sakta
ye kaun hai
ye kaun hai
jo mere saath saath chalta hai
tarke taluqat ko
ik lamha chahiye
laikin tamam umr mujhe sochna pada
ab ke saal poonam maein
jab to aye ge milne
ab ke saal poonam maein
jab to aye ge milne
humne sooch rakha hai
raat you guzarain gay
dhadkane bichha denge
shookh tere qadmon pe
dhadkane bichha denge
shookh tere qadmon pe
hum nigahon se teri aarti utaarenge
ab ke saal poonam mein
jab to aye ge milne
to ke aj qatil hai
phir b rahat e dil hai
zehar ki nadi ha to phr b qeemti ha to
past hoslay walay tera sath kia dain gay
past hoslay walay tera sath kia dain gay
zindagi idr aja
zindagi idr aja
hum tujhe guzarain gay
ab ke saal poonam mein
jab to aye ge milne
ahini klaijay ko
zakhm ki zrorat hai
unglio se jo tapkay us laho ki hajat hai
ahini klaijay ko
zakhm ki zrorat hai
unglio se jo tapkay us laho ki hajat hai
ap zulf e jana k
khum snwariye sahib
ap zulf e jana k
khum snwariye sahib
zindagi ki zulfo ko
zindagi ki zulfo ko
ap kia snwarain gay
ab ke saal poonam mein
jab to aye ge milne
hum to waqt hain pal hain
taiz gaam gharia hain
beqarar lamhay hain
betakan sadia hain
koi sath mai apny
aye ya nhe aye
koi sath mai apny
aye ya nhe aye
zindagi idr aja
zindagi idr aja
hum tujhe guzarain gay
ab ke saal poonam maein
jab to aye ge milne
jab to aye ge milne
jab to aye ge milne