menu-iconlogo
huatong
huatong
가사
기록
Pehla pehla ishq hua hai

Pehla tajurba, pehli dafa hai

Ho tu jo nahi to kuchh bhi nahi hai

Saanson ke chalne ki tu hi wajah hai

Maange fakeer dua e allah

Yaar di soorat mashallah

Reet na jaanu, riwaj na maanu

Main te thehra saada banda

Maange fakeer dua e Allah

Yaar di soorat mashallah

Reet na jaanu, riwaj na maanu

Main te thehra saada banda

Bechara dil mera

Mera dil tujhko hi dhoondhta rehta hai

Awara awara awara dil mera

Mera dil tujhko hi dhoondhta rehta hai

Kal parson ke liye

Na to barson ke liye

Tujhko hai maanga har janam ke liye

Ho meri to duaayein saari

Meri to wafaayein saari

Jo bhi hain woh hain mere sanam ke liye

Haan main bhi sajde mein jhuka kar sar

Dua mein maagta hoon tujhe

Na hogi aakhiri dum tak yeh chahat kam

Awara dil mera

Mera dil tujhko hi dhoondhta rehta hai

Jab na main dekhoon tujhe

Jab na main sochoon tujhe

Mere din dhale, na meri raat ho

Koyi bhi zamana aaye

Koyi bhi thikana aaye

Koyi sang ho na ho tera sath ho

Teri yaadon ke saaye mein

Main ik ik pal bitata hoon

Kahin jaaun tere charcha, teri baat ho

Awara dil mera

Mera dil tujhko hi dhoondhta rehta hai

Awara awara awara dil mera

Mera dil tujhko hi dhoondhta rehta hai

salman ali/Muskaan의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용