Wo jab yahaan thi
Tab mein usse nhi pehna saki
Jab tu meri bahu se mile tab mere aur se
Shagoon ke kankan usse pehna dena
Maa maa mein sahi hun na maa
Tu mere saath hai tab mujhe darne ki koi baat nhi
Maa
Akhi tu chahtha kya hai
Kyun meri beti ko taba karne par tula hua hai
Mein suman ko tabahi nhi
Woh saari khushiyan dene aaya hun
Jo aap ne uske liye chuni hai
Khushi dega
Isse
Kahaan
Aapne baap ki uss khokli daulaat ki duniya mein
Mein apni duniya khud basaunga babuji
Babuji aapki narazghi mere papa se
Mujhse toh nhi babuji ek baar mere tarf dekhiye
Dekhiye bhulkar ki mein kumaar sahaab ka beta hun
Mujh se mere papa ka naam alag karke mujhe parachiyae toh sahi
Mein aaj ek aam ladke ki tarah
Aapse aap ki beti ka haath mange ne aaya hun