Hoooooo....
Hoo,ooooooo..,Hoo,ooooo...
Usse hasna bhi hoga
Usse rona bhi hoga
Usse paana bhi hoga
Usse khona bhi hoga
Subha shaam tanhaai mein, aahe bharega
Har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega
Usse hasna bhi hoga
Usse rona bhi hoga
Usse paana bhi hoga
Usse khona bhi hoga
Subha shaam tanhaai mein, aahe bharega
Har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega
Ohhooo....
palkon ke maheke ghar mein
Sapna banke palta hai
Iski paagal dhadkan pe
Usse jagna bhi hoga
usse sona bhi hoga
Usse jeena bhi hoga
Zaher peena bhi hoga
Kisi ke haseen chehre pe, voh to marega
Har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega
Ohhooo....
deke chain kisi... ko,
Bechaini kyoon leta hai
Yeh aisa deewana hai jo,
Usse kehna bhi hoga
Chup rehna bhi hoga
Usse dard-e-judaai
Yahan sehna bhi hoga
Laakh jhukaaye koi, voh na jhukega
Har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega