menu-iconlogo
huatong
huatong
가사
기록
In rago mein meri saansein

Tu mujhko dete jaa

Fir zuba pe do lafjo

Ki harkat tu dete jaa

In rago mein meri saansien

Tu mujhko dete jaa

Fir zuba pe do lafzo

Ki harkat tu dete jaa

Hain mere hi ye haq mein

Haq itna dete jaa

Chahat ki ye rahat

Sang apne lete jaa

In ragon mein meri saansein

Tu mujhko dete jaa

Music

Ji ye kahe tu hardam

Nazro ke ho mere paas

Ho chahe mushkil na ho

Duri ka ehsaas

Dil kabhi jo murjhaye

Barsaatein dete jaa

In rago mein meri saansien

Tu mujhko dete jaa

Fir zuba pe do lafzo

Ki harkat tu dete jaa

Music

Tera ye ehsaan

Ab kaise lautaun

Hoga fir ehsaas

Main bhul na paun

Vaari duniya tu

Aadha to dete jaa

Harpal ki yaadein

Yaadon mein khoyi hun

Bhuli bisri kasmein

Waadon mein royi hun

Sameer Rawat의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용