Alka: La la la la la, la la la la la la la
Udit Narayan: humm....
Alka: La la la la la, la la la la la la la
Udit Narayan: hm hm.....
Music....
Udit: Tumse milna, baatein karna
bada achchha lagta hai
Tumse milna, baatein karna
bada achchha lagta hai
Kya hai yeh, kyun hai yeh,
kya khabar Haan magar
jo bhi hai,
bada achchha lagta hai
Alka: Tumse milna, baatein karna
bada achchha lagta hai
Kya hai yeh, kyoon hai yeh,
kya khabar Haan magar
jo bhi hai,
bada achchha lagta hai
Tumse milna, baatein karna
bada achchha lagta hai
Udit: Teri chhoti chhoti baat,
teri har ek mulaaqaat
Tadpaaye mujhko
lamha lamha tera saath
Lamha lamha tera saath
Kya hai yeh, kyun hai yeh,
kya khabar haan magar
jo bhi hai,
bada achchha lagta hai
Tumse milna, baatein karna
bada achchha lagta hai
Music.....
Alka: Bahke bahke mere din,
mehki mehki meri shaam
Kore aanchal pe sada
main to likhoon tera naam
Main to likhoon tera naam
Kya hai yeh, kyoon hai yeh,
kya khabar haan magar
jo bhi hai, bada achchha lagta hai
Tumse milna, baatein karna
bada achchha lagta hai
Tumse milna, baatein karna
bada achchha lagta hai