menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Mein Shayar Toh Nahin

Shailender Singhhuatong
monty_nuli_sunohuatong
가사
기록

Main shaayar to nahin (2)

magar aye hanseen

Jab se dekha

main ne tujh ko mujh ko

Shaayari aa gayee

Main shaayar to nahin

magar aye hanseen

Jab se dekha

main ne tujh ko mujh ko

Shaayari aa gayee

Mainn aashiq to nahin

magar aye haseen

Jab se dekhaa

main ne tujh ko mujh ko

Aashiqi aa gayee

Main shaayar to nahin

Pyaar ka naam main ne soona tha magar

Pyaar kya hai ye mujh ko

nahin thi khabar

Pyaar ka naam main ne soona tha magar

Pyaar kya hai ye mujh ko

nahin thi khabar

Main to ulajha raha ulajhanon ki tarah

Doston main raha dushmanon ki tarah

Main dushman to nahin (2)

magar aye haseen

Jab se dekhaa

main ne tujh ko mujh ko

Dosti aa gayee

Main shaayar to nahin

Sochata hoo agar main dua maangata

Haath apane uthaakar main kya maangata

Sochata hoo agar main dua maangata

Haath apane uthaakar main kya maangata

Jab se tujh se mohabbat main karane laga

Tab se aise ibaadat main karane laga

Main qaafir to nahin (2)

magar aye haseen

Jab se dekha

main ne tujh ko mujh ko

Bandagi aa gayee

Main shaayar to nahin

magar aye hanseen

Jab se dekha

main ne tujh ko mujh ko

Shaayari aa gayee

Main shaayar to nahin

..............

Shailender Singh의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용

Mein Shayar Toh Nahin - Shailender Singh - 가사 & 커버