menu-iconlogo
logo

Woh Haseen Dard De Do

logo
가사
Vo haseen dard dedo jise main gale lagaalu

Vo nigaah mujhpe daalo ke main zindagi banaalu

Tumhe tumse maangti hu, ho, zara apna haath dedo

Mujhe aaj zindagi ki vo suhaagraat dedo

Jise leke kuchh na maangu, aur maang mein sajaalu

Vo haseen dard dedo jise main gale lagaalu

Vo nigaah mujhpe daalo ke main zindagi banaalu

Vo haseen dard dedo jise main gale lagaalu

Meri aarzoo to dekho, tumhe saamne bithaakar

Kabhi dil ke paas laakar, kabhi dilruba banaakar

Koi daastaan sun lu, koi daastaan suna lu